Dear All,
Kya hoga es desh ka aur kya hoga hamara?. Yah ek bahut bada prashna hai, kya hoga hamare desh ka ? kyu ki hamara samvidhan ye kahata hai ki Hamara samvidhan jantantramak hai yaha logo ka rajya hai, per logo ke dvara chuna gaya neta us ka pratinidhitva karta hai.Jo chunav ladata hai paise ke bal pe apna pradarsan karta hai aur Sadan me ja ke jhut bolta hai, Bhrastachar failata hai,ek achha niyam kanun nahi banane deta, kya us ke upar koi koi niyam kanun lagu nahi hota, hota hai manta hu par etana samya chala jata hai ki kuch matalab nahi nikalta, yani en logo ka ek samuh ban jata hai to ye nirankus ban jata hai.....
Hame lagta hai desh ke 64 sal ke bad yahi bhrastachari neta khulle sand ki tarah ghumenge aur apni takat badayenge logo ko paresan karenge desh ka yahi bhavishya hoga.
koi elage ho to batao...........
apka apna
ashish
No comments:
Post a Comment