Friday, 12 August 2011

अंग्रेज और भारतीय

Dear all,

ANGREGE INDIA PE 200 SAL RAJYA KIYE KUCHH LE KAR GAYE AUR KUCHH DE KAR GAYE, KYU KI O VIDESI THE PHIR BHI BHARAT ME KUCHH KAM KIYA, UN LOHO NE KUCHH BANAYE TO KUCHH BIGADE. KYU KI O VIDESI THE...AUR HAM BARTIYA JO E BHARAT HAMARA HAI  HAM BARTIY HAI BHIR HI HAM UN ANGREGO SE JYADA PAISA VIDESO ME DE KAR AYE AUR UN SE JYADA BARBAD KIYE HAMARE DESH KO KYU KI O BHARTIY HAI KYU KI HAME LAGATA HAI HAM UN SE JYADA MAHAN HAI.
AAP BATAO  O ANGREGE SAHI THE KI YE HAMARE BHARTIYA BHAI........

APKA APNA
ASHISH

Kya Hoga es Desh ka ?

Dear All,
Kya hoga es desh ka aur kya hoga hamara?. Yah ek bahut bada prashna hai, kya hoga hamare desh ka ? kyu ki hamara samvidhan ye kahata hai ki Hamara samvidhan jantantramak hai yaha logo ka rajya hai, per logo ke dvara chuna gaya neta us ka pratinidhitva karta hai.Jo chunav ladata hai paise ke bal pe apna pradarsan karta hai aur Sadan me ja ke jhut bolta hai, Bhrastachar failata hai,ek achha niyam kanun nahi banane deta, kya us ke upar koi koi niyam kanun lagu nahi hota, hota hai manta hu par etana samya chala jata hai ki kuch matalab nahi nikalta, yani en logo ka ek samuh ban jata hai to ye nirankus ban jata hai.....
Hame lagta hai desh ke 64 sal ke bad yahi bhrastachari neta khulle sand ki tarah ghumenge aur apni takat badayenge logo ko paresan karenge desh ka yahi bhavishya hoga.
koi elage ho to batao...........

apka apna
ashish

Friday, 29 July 2011

Ek bar Dil aur Kalpana se socha jaye..................

Dear All ,
Agar ek bar fir se 64 sal bad un logo ke liye socha jay jo bina koi apne personal labh ke liye apni jan diye aur mar bhi khaye o deshbhakt the.per Unhi logo me kuchh aise bhi the jo apni jan bhi diye aur aur mar bhi khaye par Etihash ke panno me unka name nahi aaya. Kya unko angrejo ke pass aa kar apna name likhwa lete to desh bhakt kahalate ya mere hisab se ek gum nam desh bhakt.

Apke hisab se kya kahlayenge.Kripya batayega................................

PRATIKSHAK
Ashish Mishra

महान ऋषि पिप्पलाद

पिप्पलाद उपनिषद्‍कालीन एक महान ऋषि एवं अथर्ववेद का सर्व प्रथम संकलकर्ता थे। पिप्पलाद का शब्दार्थ, 'पीपल के फल खाकर जीनेवाला' (पिप्पल...